Mode nuit

How to create a blog for free and make money in 2024 (Hindi me) Step by step Guide


Hey Dosto! Kaise ho aap sab? Aaj ke is blog men main aapko bataaunga. Ki app side hustles Karke monthly 20000 se 30000 , 2024 me blogging se kase Kama sakti hai. Market Mein aise bahut se tarike Hain jisase AAP. Paise Kama sakte Hain. Par main Aaj Aapko. Blogging se Rubaru karane wala Hoon. Blogging K through aap apani identity bina kisi ko reveal kie. Ghar baithe paisa Kama sakti. Toh bina kisi deri ke, chaliye shuru karte hain! hamara post - How to create a blog for free and make money in 2024
Blogging Kaise Shuru, Karen. Iske baare Mein Maine Kai steps Mein mention kiya Hua hai. Kripya in. Steps KO dhyanpurvak Padhen.


Step 1: Apna blog ka Niche Dhundo



Blogging ka safar shuru karne se pehle, apne dil ki baat suno. Kiss cheese ke baare Mein aapko likhna pasand hai. Who aapka passion se bhi related. Ho sakta hai Dhyan rahe Ki aapki niche Mein jyada competition na ho Varna Aapko Apna post rank Karane men kathinai ho sakti hai Is topic ke baare Mein Hum detail Mein baad Mein baat karenge Aapko jis bhi topic ke baare Mein likhna pasand hai Like? Travel, technology, cooking, ya phir kuch aur? Yeh Niche aapke blog ka backbone hoga.

Step 2: Blog Banane Ka Platform Chuno

Ab jab Niche cle
ar hai, toh aaye dusre kadam ki ore. Platforms jaise WordPress.com, Blogger, ya Medium aapki madad karenge. Yeh user-friendly hote hain aur aapko tech expert ban'ne ki zarurat nahi padti. Jo pasand aaye, vahi choose karein, sign up karein, aur blogging ki duniya mein kadam rakhein!
Meri mane to aapko. WordPress ya Blogger Mein se hi. Koi Ek platform choose karna chahiye. Agar Aapko Web. Development. She related koi bhi knowledge nahin hai. To Aapko. WordPress use Karna chahiye. Halanki WordPress. Ek paid platform hai. Jisamen Aapko Monthly Kuchh Charges, Dene Pad Sakte Hain. Jabki Blogger. Google ka product hai? Jo Ki free Hain. Isamen aap bina kisi? Investment ke apna blog shuru kar sakte Hain.

Step 3: Apni Boli Mein Content Likhho

Fancy words ka istemaal karne ki koi zarurat nahi hai. Agar aap 2024 me Blogging se paisa jaldi Kamana chahte hai to, "Sidhi bhasha mein likho, jaise aapke dosto se baat kar rahe ho." Thoda masti, thoda emotion, aur saath mein kuch pictures ya videos daalke apne content ko aur bhi interesting banao.

Step 4: Apne Dosto Ko Batao

Blog toh ban gaya, lekin abhi dosto ko batao. Apne college ke WhatsApp groups mein, Instagram pe, Facebook pe - har jagah dikhao apna blog. Jitna jyada log padhenge, Utane hi aapke blog Mein engagement aayegi. Or jyada chance ho sakte Hain Ki aapka blog post Google K first page Mein rank Karen. AAP apne blog se related Kai. Social media platform Mein. Account banaye or usme apne. Blog post ko share Karen. Taki. Aapka post jyada se jyada logon Tak pahunchi.

Step 5: Earn Money

Aapne apni neech decide kar Li. Kya likhna hai? Iske baare Mein bhi Pata chal Gaya kahan likhna hai ye bhi Pata chal Gaya AB baat karte Hain Ki AAP apne blog post K through paisa kaise kamayenge. AAP apne blog post K through. Kai Tarikon se. Paisa Kama sakte Hain. Jo Ki Maine niche mention kiye hue Hain. I inake baare Mein details. Baat karte Hain.

Google ads: Google AdSense Ek bahut hi achchha platform hai. Jo Aapko. Asani se apane blog key through paisa. Kamane ka avasar pradan karta hai. Parantu, Google AdSense ka. Approval Lena. Itna bhi asaan nahin hai. Jab Aapki site. Rank Karne Lagti hai visit. Letters Aane Lagte Hain. Tab Google app Google AdSense ka approval de deta hai aur AAP unake ads ko. Apani site Mein laga ke jaisa Kam kar sakte Hain.

Affiliate Marketing: Affiliate marketing bhi Ek bahut hi achchha tarika hai jise AAP paisa Kama sakte Hain. AAP apani blog post Mein kisi bhi company product. Aadhi, Ka. Affiliate link. De sakte Hain. Jiska Kuchh Commission aapko milega. Ek Sabse, Achi Affiliate site. Jiske baare Mein mujhe Pata hai. Woh Hain Amazon. Jinke product affiliate link AAP apne blog post Mein laga ke. Paisa Kama sakte Hain. Jab Bhi Koi UN affiliate Link K Through. Product purchase karega to kuchh Commission aapko bhi milega.

Sponsored Content: Ye bhi Ek popular tarika hai. Jiske through AAP apne blog post Mein Dusri companies key advertisement. Karke. Paisa Kama sakte Hain. Agar Aapka blog post. Make trafficker bahut aata hai toh companies aapko aage se approach karenge. Ki AAP unki company ka banner billboard. Yeh link through unki advertisement. Kar uske liye way aapko. Har mahine. Yeah, one time payment kar sakti hai.

Step 6: SEO Ka Magic Seekho

 Search Engine optimization Ek website ke liye bahut hi important cheese hai. Iske baare Mein aapko seekhna hogo ye ek skill hai Isamen aapko keywords se khelna hota hai Taki Aapka Post, Google Mein Rank Karen. SEO friendly Blog post Kaise likhen. Iske baare Mein Maine vistar se charcha Ki hai. Blue link per click Karke Padhen. Ab jab paisa bhi aane laga hai, toh audience badhao. Keywords ka istemal karo, taki log aapke blog ko Google pe jyada search karein.

Step 7: Dosto Ke Saath Connect Karo

Yeh blogging ka sabse pyaara part hai. Apne readers ke saath connect karo, unke comments ka jawab do. Ek community banao jismein sab apne thoughts share karte hain.

Step 8: Consistent Raho

 blogging Mein consistency bahut jaruri hai. Ek time frame. Decide Karo jisamen AAP apne blog post. Dalu K. Isase. Google ko bhi lagega Ki AAP apne blog ke liye consistent ho. Aur woh hai usi samay Mein aapke blog post ko rank karega. Ek schedule banao aur uss schedule ke hisaab se posts daalo. 

Step 9: Seekho Aur Badlo

Ek baat dhyan rakhen Ki aapka blog post unique hona chahiye. Yani Ki. Kisi ka bhi copy nahin hona chahiye. Jaise Ki aapne ChatGPT. Sapna blog post likha liya. Yeh Ek galat tarika hai. Isase aapke post rank nahin honge or copyright claim *** ka khatra bhi ho sakta hai. Show apni language Mein khud se blog likhen ya doosron se likha le. Blogging seekhne ka koi age nahi hai. Hamesha seekho, naye trends ko follow karo, aur apne blog ko aur bhi awesome banao. Har din kuch naya sikhne ka maza hi kuch aur hai.

Conclusion: Shuru Ho Jao Apne Blogging Ka Safar

Ek blog post shuru karne Mein. Bahut hi com investment lagti hai. To iske baare Mein jyaada vichar mat Karen. Agar Aapka. Man kar raha hai toh apna blog post Shuru Karen. Ek domain name lekar apne blog ko shuru kar sakte Hain. Toh dosto, kya bolte ho? Shuru ho jao apne free blog ka, apni stories share karo, aur thoda paisa bhi kamao. Agar Aapko. Aur koi doubt hai blogging. SE related. To AAP comment section Mein apna query Dal sakte Hain. Asha karta Hoon aapko yeh post pasand aaya hoga.

Subscribe Our Newsletter

Recommandation

0 Comment

Post a Comment

Publicites

PUB ici

Article Center Ads

Article Bottom Ads